Kya Kiya Hain Tune_English Lyrics Sidharth Shukla Armaan Malik Palak Muchhal
Kholi Hai Khidki maine Is Najuk
Se Dil Ki Jage Hai Dekho Fir Se
Khwaab Hazaar
Banke Lehar Tu Aayi
Rooh Se Yun Takrayi
Sadiyon Se Tha Is Pal Ke
Liye Bekaraar
Kya Kiya Hain Tune
Kya Kiya Hain Tune
Kya Kiya Hain Tune
Mere Yaar
Jo Jeene Laga Hu Fir Se
Khone Laga Hu Khud Se
Kya Kiya Hain Tune
Mere Yaar
Shayad Khatam Hai Ya Fir Bacha Hai
Dil Mein Kahin Pe Tumhara Intezar
Tu Saamne Se Aise Hai Guzra
Hone Laga Hai Humko
Tumse Hi Pyar
Sauda Yeh Do Dilon Ka
Lagta Hai Kuch Palon Ka
Na Hoga Yeh Humse
Baar Baar
Kya Kiya Hain Tune
Kya Kiya Hain Tune
Kya Kiya Hain Tune
Mere Yaar
Jo Jeene Laga Hu Fir Se
Khone Lagi Hu Khud Se
Kya Kiya Hain Tune
Mere Yaar
Kya Kiya Hain Tune
Kya Kiya Hain Tune
Kya Kiya Hain Tune
Mere Yaar
No comments:
Post a Comment
Share nd support ✨