Rang Dariya|Chehre|Yasser Desai|Emraan Hashmi|Krystle D'Souza|Farhan Memon.
Yaara Mujhe Tu Aise
Aa Mila
Jaise Qaafir Ko Milta
Hai Khuda
Karun Laakh Baari
Tera Shukriya
Bin Maange Tune
Itna De Diya
Mera Safina
Paar Laga De
Ya Tu Mita De
Ya Tu Bana
De Koyi Zariya
Rang Dariya
Rang Dariya
Teri Aankhon Ka
Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka
Rang Dariya
Main Bandeya
Jaaun Rangeya
Main Bandeya
Jaaun Rangeya
Beparwah Gir
Jaaye Dariya
Rang Dariya
Rang Dariya
Teri Aankhon Ka
Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka
Rang Dariya
Chehron Ki Bheed Mein
Tu Pasand Aa Gaya
Meri Nazar Mein Teri
Tasveer Rehti Hai
Hua Main Ameer Paake
Teri Dil Daariyan
Sun Yeh Mere Khwabon
Ki Tabeer Kehti Hai
Hona Kabhi Tu
Mujhse Juda Na
Chahe Khudaya Chahe
Khafa Ho
Saari Duniya
Rang Dariya
Rang Dariya
Teri Aankhon Ka
Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka
Rang Dariya
Rang Dariya
Rang Dariya
Teri Aankhon Ka
Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka
Rang Dariya
Rang Dariya
Rang Dariya
Teri Aankhon Ka
Yeh Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka
Rang Dariya
No comments:
Post a Comment
Share nd support ✨